3 Reasons of Business Failure which most of Business man ignore

Business Failure Reason
Business Failure Reason
3 wajoohad jo apk karobar ko age bharne se rok rahi hain

Business fail kese hote hain

Har insane is duniya me nokri se pareshan hai or apna karobar start krna chata hai or jo karobari hazrat hain wo apna karobar ko ziada tarai dena chate hain. Duniya k jitney bhi bare bare karobar hain unki tarai k peche both zada mehnat hai unk maliko ki is mehnat ki khatir wo din rat aik kar dete hain. 

Din rat aik karne se unki sehat pe bura asar parta hai or wo dekhte hi dekhte karobar ki tension k sat aik or tension pal lete hain or wo hai sehat ki tension.
Jitne bhi bare karobar hain unk malik me se koi sugar ka mareez hai to koi blood pressure ka mareez hai. Aaik wat ata hai k wo apne karobar pe sahi tarha se dehan nai de pate jis ka natija ye nikalta hai k unka karobar nuksan me chalna start hojata hai.

Karobar ka nuksan kuch sakht jan to bardasht kr lete hain lekin kuch to isi gham me is duniya se chale jate hain. Europe k bare bare Business Consultant jo both si companion ko mashware dete hain wo kehte hain k agar apko arbo rupee kamane hain to apni sehat ki ese tension lain jese athlete leta hai.
Agar ap upar btae gae nuksan se bachna chate hain to ajj hi neeche di gae hidayyat par amal karain;
           Apni Zindage se pressure or shor sharabe ko door karo

Jitne bhi bare bare karobari afrad hain jin k karobar taraqi kar rahe hain wo apni khorak ya ghizza jis me pani ki sai miqdar me istamal, wat par khana khana or balance diet lena shamil hai.
Proper ghiza k sat sat wo apni zindagi se shor ko door karte hain or har ane wali mushkil ko sabar k sat bardasht karte hain, agar apki zindage me kahi bhi shor hoga to apki sari zindage shor se bhar jae ge jis ki wjah se apko pressure feel hoga or pressure k sat sat apki ghiza bhi disturb hojae ge.
        
                   Warzish ka istamal

Warzish sehat k liye bot zruri hai, ye bat to ap sab jante hoge. Apne karobar ki tarai k liye hum log itni mehnat krte hain lekin warzish k liye aik din bhi nai nikal pate. Aksar thake hare ghar ate hain khana khate hain or so jate hain. Hmare bhare kehte the rat ko khane k bad 100 adam zarur chalo tak digestion sahi hojae or agle din ap khali pate k utho or acha nashta kar sako. Lekin hum esa nai karte jis ki wjah se hmara jism bhi bharte jata or blood k andar cholesterol bhi jo k dil ka bot bara dushman hai.

Ghar walo k liye time nikalo khush raho ge

Karobari tension me to hum apne ghar walo ko bhi bhool jate hain jo k insane ki zindage ka bara sahara hote hain. Kaorbari log subha subha chale jate hain apne office ya to phir  bje jis ki wjah se apne bacho se mil nai pate wo or rat ko itni late ate hain j bunk bache soe hote hain is trha aik ghar me rehte hue wo apne hi bacho se door hote jate hain. Me ne bot se apne dosto se suna hai wo kehte hain jab wo apne bacho ko dekhte hain to unki indage ki tension door hojati hain, ye chez to me ne khud bhi feel ki hai isliye me apko bhi mashwara deta hu k apne ghar walo ko time dain.

Team bnao experience employee ki
  Me ne bare bare business man dekhain hain jo sara karobar ka bhoj apne upper le lete hain ku k wo ya to 
  dusro ko nalaik samjt hain ya phir khud ko iada hoshiyar. Is che ka nuksan ulta unko hi hota hai . mera            mashwara ye hai k apni team bnao un pe trust kro happy life 

Comments

  1. Thanks for a very interesting blog. What else may I get that kind of info written in such a perfect approach? I’ve a undertaking that I am simply now operating on, and I have been at the look out for such info.

    Hair Transplant in Turkey

    ReplyDelete

Post a Comment