Huawei Mate 30 Pro Early REVIEW in HINDI| killer and shocking spec

Huawei ne apni family me aik new killer member add kiya hai jis ki shocking and killing spec apko heran kar de ge, is memeber ka nam hai huawei mate 30 pro. ye new ember october 2019 me market me ae ga , huawei ne iski price 1100 euro rakhi hai. Huawei mate 30 pro google or samsung ko punch kar k out krne ki salayat rakhta hai. Ab apko dslr lene ki bhi zarurt nai hai ye huawei mate 30 pro hi kafi hai.


HUAWEI MATE 30 Pro Camera Spec

Huawei ne is mobile me back par large aperture k sat 3 camra introduce kiye hain . 2 camera 40 MP k hain jin k andr Bokeh technology bhi hai jo k out of focus picture jo k blurr hoti hai uski khoobsurti ko or bharate hain. 3rd camersa 8MP ka hai jis me 3x optical zoom or 5x optical hybrid zoom hai. 

CAMERA COMPARISON OF HUAWEI P30 pro and HUAWEI MATE 30 Pro

Mate 30 ka camera concept P30 pro se copy kiya gya hai jab k agar hum  8 MP camera ka comparison kare to wo bhi bhi p30 se milta julta hai. sirf p30 pro me optical or hybride zoom zada tha jo k huawei mate 30 pro me km kr k 3x or 5x r diya gya hai.


HUAWEI MATE 30 Pro camera
HUAWEI MATE 30 Pro camera

Selfi camera ki to kya hi bat hai isne bot impress kiya hai , huawei ne 32 MP camera install kiya hai jis me auto focus concept mojood hai or auto rotate bhi krta hai ye. is me mojood sensor hand gesture ko bhi focus krte hain.


HUAWEI MATE 30 pro VIDEO RECORDING QUALITY


Huawei ne Mate 30 pro me slow motion mode introduce karwaya hai iska camera dim light me bhi kamal ki focusing krta hai. HUAWEI MATE 30 pro me sari video HDR k sat 4k result deti hain.


HUAWEI MATE 30 PRO WIDE SCREEN

HUAWEI ne mate 30 pro ki screen 6.53 inch wide or curve me rakhi hai, screen wide hone ki wjah se koi hardware button introduce nai karwaya balke is me virtual button mojood hain.

Huaewi Mate 30 Pro ki connectivity bhi bot enhance hai is me 21 anteena install kiye gae hain jis me se 14 camera 5G supported hain. Samsunag galaxy Note 10 me sirf 3 camera 5g supported hain. Agar ap connectivity k lehaz se dekhain to huawei ne galaxy note 10 ko bot peche chor diya hai.









HUAWEI MATE 30 Pro WIDE screen
HUAWEI MATE 30 Pro WIDE SCREEN



















Comments